پڑوسی کے ساتھ احسان کرنے کی وصیت

Padosi Ke Sath Ahsan Krna

 

Saidina Abu Shrih (R.A) ravi hai ke Nabi Karim (S.A.W) ne frmaya: Allah ki qasam! wo momin nahi hai, Allah ki qasam! wo momin nahi hai, Allah ki qasam! wo momin nahi hai.

Dryafat kiya gaya ke Ya Rasool Allah! Wo kon shakhas hai? Tou Aap (S.A.W) ne frmaya: Jis ka padosi os se takalif uthata ho. (Sahih Bukhari)

 

Scroll to Top