Janat Aur Dozakh Ke Halat
Nabi Kaeem S.A.W nye frmaya: Jab janti janat mai chale jai. Aur dozakhi dozakh mai chlay jain gae. Tou mout ko laya jae ga. Yaha taak ky wo janat aur dozakh kae drmyan mai lai jae gi.
Phir is ko zibah kr diya jae ga. Aik mnadi krny wala awaz lgae ga ky aye ahl-e-janat! (Tum ko aaj ke baad) mout na aye gi. Aur ahl-e-jhanum! (Tum ko bhi aaj ke baad) mout na aye gi. (Iss awaz se) ahl-e-janat ko khoshi pr khoshi hogi. Aur ahl-e-dozakh ko ranj pr ranj hoga.