Zikr e Ilahi Ki Fazilat
Saidina Abu Musa Ashari (R.A) ne kha kae Nabi Karim (S.A.W) ne frmaya. Jo shakhas Allah ka zikar kry aur jo zikar na kry.
Un ki misal zinda aur murda ki si haye. Yani zikr krny wala zinda aur zikr na krny wala murdoon ki trah haye.