Sila Rehmi Karna
Saidina Abdullah Bin Umar (R.A) se marwi hai ke. Nabi Karim (S.A.W) ne frmaya: Sila rahmi krny wala wo nahi haye. Jo sirf badla chukay ( Yani Ahsan kae badlay ahsan kr daye).
Balkay sila rehmi krny wala ( rishtay nata jornay wala ) wo haye. Jo apny totay howay rishtay ko joray.