لیلۃ القدر کو رمضان کی آخری سات راتوں میں تلاش کرنا۔

Lailatul Qadr

Nabi karim (S.A.W) ke ashab mai se koch logon ko. Lailatul Qadar ramzan ki akhri saat ratoon mai khwab mai dikhai gai. Tou Rasool Allah (S.A.W) ne frmaya:

“Mai daikhta hoon kae tumhary khwab akhri saat ratoon pr mutafiq hogae hain. Pas jo koi Lailatul Qadar ka mutlashi ho. Tou wo iss ko akhri saat ratoon mai talash kray”.

Scroll to Top